Search This Blog

Thursday, September 23, 2010

An interesting incident in intro to astro

Aaj Swara ke glamorous astronomy class mein ek sansani khez khatna hui...
Virial theorem tha topic....sab ne bola ki sabhi ko pata hai...

(Rumour has it that maovadi jab ma ke pet mein tha...thab uski maa virial theorem pe lecture attend ki thi...maa tho so gayi...par mao poora class sun liya tha...)

Male power ne kisi ki bhi nahin maani..."Yeh Virial theorem hota kya hai? Suna bhi nahin..."...

Swara khush ho gayi...notes bekaar mein nahi gaye...

Jaise hi swara ne title likha.... power room se uthkar seedha bahaar chala gaya!
Log chillaye...swara ne male ko aawaaz di...par woh rukne waala nahin tha...
Aur almost poora derivation hone ki baad hi laut aaya...

Male power ne aisa kyon kiya?
Isne virial theorem ab tak kyon nahi padha?
Is virile young man ko virial theorem se kya dushmani?
Kya isme baba ka haath hai?

1 comment:

  1. "Rumour has it that maovadi jab ma ke pet mein tha...thab uski maa virial theorem pe lecture attend ki thi...maa tho so gayi...par mao poora class sun liya tha..."

    -- Abe Virial Theorem maine discover kiya tha. Mujhe kon sikhayega be?

    ReplyDelete